Our social:

Tuesday, February 14, 2017

Valentine's Day kya hai? Hisatory of valentine's day



Valentine's Day kya hai? Valentine's Day kyu manate hai?





Valentine's day kya hai? Kya aap jante hai? bhuat se logo ka jawab hoga "Nahi" To Chaliya aaj aapko batate hai, vatentine's day kya hai aur kyu manaya jata hai...  




14 february valentine's day hd picture





















Valentine roman ke ek padari ( father ) ka naam tha jise log saint valentine ke naam se jante the, ye us samaye ki baat hai jise aap 3rd century kahte hai. Saint Valentine hukumat ke khilaf ho kar, usi hukumat ke sipahiyo ki shaadi karwata tha,. Roman baadshah ko is baat ka pta chal gya. desh ke kannon ko thodne ke jurm me saint valentine ko jail me dal diya.  
Tab usko usi jail ke jailer ki beti se ishq ho gaya, use apne pyar ke jaal me fasaya, jailer ki beti bhi us padari ki bhuat badi diwani ho gayi aur roz usse chori chupke jail me aane lagi aur saath me laal gulab bhi lati thi, jailer ki beti valentine ke pyar me andhi ho gyi thi. itna hi nahi usne apna dharam bhi badal liya aur christian dharam apna liya tha.  

Jab ye baat ladki ke pita jailer ko pata chala to use bhuat gussa aaya aur baadshah se kaha, ise humne jail me band kiya tha ye soch ke ki ye sudhar jayega, magar isne to meri beti ko prem ke jaal me fasaa liya hai. baadshah ko ye baat sun kar bhuat gussa aaya aur hukum diya ki is valentine ko faasi diya jaye. 

Faasi ka Elaan sunkar jailer ki beti rone lagi, tab valentine ne jailer ki beti ke naam par ek Card banaya aur likha tumhara valentine 14 February ko faasi par latak jayega. Aur us card ke saath me laal gulab bhi bheja. 3rd century 14 february ko Roman hukumat ne valentine ko faasi de diya gya. 

Ab pachimi desh wale valentine ke yaad me, valentine's day ek festival ke tarah  hi manate hai. is din ko ladka ladki ko gift deta aur pyar ka ijhaar karta hai.bhuat se desho me valentine's day manaya jane laga hai. dhire - dhire india me bhi valentine creze badh rha hai.  




Ab aap jan gye honge ki valentine's day kya hai? Aur kyu manaya jata hai. 
Agar aapko ye post acha laga to please like & share kijiye.  
Aap niche comment box me comment bhi kar sakte hai...  

1 comment:

  1. Hi, I do think this is a great web site. I stumbledupon it ;) I'm going to return once again since i have bookmarked it. Money and freedom is the best way to change, may you be rich and continue to help other people.
    we provide here..atractive shayari , sms , quotes all quality we post here,Shayari in Hindi best facebook quotes in short line we post here.we also provide everygreen shayari ..
    Love Shayari in Hindi
    Attitude Shayari in Hindi
    Shayari in English

    ReplyDelete